Introducing 

Prezi AI.

Your new presentation assistant.

Refine, enhance, and tailor your content, source relevant images, and edit visuals quicker than ever before.

Loading…
Transcript

HAJJ

- SHAMZA KHAN.

(zaiba riyaz )

ARKAN AND FARZ OF HAJJ

1.NIYAT

2.WUQOOF E ARAFAH

3.MUZDALIFAH MEIN SHAB GUZARNA

4.TAWAF E ZYARAH KARNA

5. SAYEE (SAFA MARWAH KI)

FARZ OF HAJJ

FARZ OF HAJJ

1. Meeqat se ehram bandhna.

2.Jamaron ko kankari marna.

3. Sar ke bal mundwana.

4.Ayyam tashreeq ki ratien mina mein guzarna.

5.Tawaf e wida karna.

Hajj kitne din mein hota hai?

6 DAYS MEIN HAJJ HOTA HAI

Hajj kitne din mein hota hai?

PROCESS OF HAJJ-

PROCESS OF HAJJ-

1ST DAY - 8th Dhul Hijja yaum e tarwiyah

a. suraj tulu hone ke bad aur namz e zohar se pehle mina pohunchna

b. mina mein 5 namz ada karna.8th ki zohar se ishan tak aur 9th Dhul Hijja ki fajr namaz e qasr kar ke padhna.

c.mina mein tamam namazein qasr padhna.

d. Baqasrat buland awaaz se talbiyah kehna.

9TH DHUL HIJJAH (yaum e arafah)

1. Sooraj nikalne ke baad mina se arafah ki taraf jana.mina se arafah jate hue taqbeer talbiyah padhna.

2. Mina se seedhe maidan e arafah pohonchne se pehle masjid nimra mein hajj ka khudbah sunna. Zohar aur asir ki namaz ba jamat ek adhan aur 2 ikamat se jama aur qasr padhna.Beech mein koi sunnat aur nafl na padhna.

3. Nmazon ke bad arafah mein jabl e rehmat ke qareeb ya jahan jaga mile wahan qibla rukh hokar wuqoof yane theherna .Qibla rukh khade hokar haath uthakar dua karna.

4.Wdi e nimra alag alag hain , zohar asir ki namaz ke bad wadiye nimra aana zaroori hai.

5.Ghuroobe aftab ke bad muzdalifah rawana hona.jate hue maghrib ki namaz nahi padhna.

6. Dorane safar buland awaz se talbiya padhte jana.

7 . Arafah ka wuqoof hi hajj hain. ye sabse azeem din hai.

9th Dhul Hijjah ki raat -

9th Dhul Hijjah ki raat -

1. Muzdalifah pohonch kar bajamat maghrib ke 3 farz , ishan ke 2 farz aur 3 witr qasr padhna.Is maidan mein rat guzarna.

2. Fajr ki namaz ke baad mashahral pahadhi ke darmiyan ya jahan jaga mile khade hokar hath buland karke khoob roshni phelne tak taqbeer taubah aur duayien mangna.

3. Tuloobe aftab se pehle mina rawana hona .Wadiye muhassar se tezi se guzarna.

10 dhul hajj - yaume nahar

10 dhul hajj - yaume nahar

1.Tulu aftab ke bad jamra e akba ko rami karna.

2. Rami se pehle talbiyah kehna band kar dena .

3. Rami ke baad qurbani karna aur uss mein se kuch paka kar khana.

4. Halq yane poora ganja hona ya taqseer karwana mardon ke liye aur ihram ki chadar utar kar normal kapde pehenna .

5. Mecca pohonchkar tawaf e zyarah karna.

6. ZAM ZAM peena aur kuch hissa apne sar pe dalna.

7. Safa marwah ki sayee karna.

8.

11 , 12 , 13 DHUL HIJJAH - aiyyame tashreeq ,

1. ye ratein mina mein guzarna.

2. Rozana jamala ula , jamara ghusta ki rami ki bad qibla rukh khade hokar buland awaz mein duayein mangna.

3. Bohot -Bohot Allah ka zikr poore din karna.

4. Agar 12 dhul hajj ko nikalna ho toh guroobe aftab suraj doobne se pehle mina chodh dena.

5. Agr guroobe ftab ho gaya to 13 ko bhi rukna hoga aur 3no jamara ki rami karni hogi.

6.Mecca wapas aakar apne ghar jane se pehele tawaf e wida karna.

7 . Tawaf e wida karne ke baad hi hajj poora hota hai.

8. 12 DHUL HAJJ ko bhi nina chhodh sakte hain.aur 13 ko bhi isme koi ghuna nahi hai.

Hajj Completed !!

Hajj Completed !!

Learn more about creating dynamic, engaging presentations with Prezi